Namaskar Dostou Firse Ek Bar AAp Sabhi Ka Swagat Hai, Hamari Aaj Ki Is Post Mai, Aaj Ki Ye Post Kaafi Mahatta Purn Post Hai Agar Aap WhatApp Application Ka Istemal Karte Hai Tho. Kyouki  Aaj Ki Is Post Mai WhtsApp Ki Ek Nayi Features Ke Bare Mai Batayenge.



AKsar Hum Apni WhtsApp Ko Sucure Rakhne Ke Liye Kiya Kuch Nahi Karte, Kabhi Kisi Application Ko Install Karte Hai Tho Kabhi Kuch Aur, Lekin WhatsApp Ke Dwara Kabhi Bhi Humain Koi Security Feautre Nahi Diya Jata Tha, 

Lekin Haal He Mai WhatsApp Ke Dwara Fingerprint Security Ka Option Diya Gaya Hai, Lekin Bahut Se Logou Ko Iske Bare Mai Jankari Nahi Hai Tho Is Liye Aaj Ki Is Post Mai Hum Apko Batayenge Ke WhatsApp Me Fingerprint Kaise Lagaye

Whatsapp Apllication Me Security Ka Feature Hona Kaafi Jyada Jaroori Hai, Kyouki Agar Humari Phone Kisi Dusre Ke Hathou Me Chala Jaye Tho Wo Humare Sare Private Message Ko Nahi Padh Payega, Is Feature Ke Hone Se WhatsApp Ko Istemal Karna Aur Bhi Jyada Secure Ho Jayega, WhatsApp FingerPrint Feature Ko Add Karne Se Hamara WhtsApp Application Kaafi Jyada Secure Ho Jata Hai.

Agar Apko WhatsApp Mein Fingerprint Lock Kaise Lagaye Iske Bare Me Koi Jankari Nahi Hai Tho App Humare Bataye Gaye Tarike Ki Madad Se Badhi Asani Se Apne WhtsApp Application Me Bhi Is Nayi Feature Ko Add Kar Sakte Hai 

WhatsApp Mein Fingerprint Kaise Lagaye

Dostou Yahapar Ek Baat Dhyan Rakhe Ki Ye Feature Tabhi Apke WhtsApp Me Milega Jab Apka WhtsaApp Application Update Hoga, Agar App Ne Abhithak Application Ko Update Nahi Kiya Hai Tho Google Play Store Me Jakr Ise Update Kar Lijiye

  1. WhtsApp Application Ko Apne Mobile Me Open Kare, Jaise He App Apni WhtsApp Ko Open Karte Hai Uske Baad WhtsApp Ke Settings Par Jaye.
  2. Settings ko Open Karne Ke Baad Me Account Par Click Kare, Uske Baad Me Aap Privacy Par Click Kare, Wohi Par Apko Fingerprint Lock Ka Option Milega


Yaha Par Apko Apne Fingerprint Ko Add Karni Hai, Uske Baad Me Select Karna Hai, Ki Kaise Apne WhtsApp Application Lock Ko Rakhna Chahte  Hai, Yaha Par 3 Tarah Ke Option Diye Gaye Hai Jo Appne Hisap Se Select Kar Sakte Hai.


Conclusion

Is Post Me Humne Jana Hai Ki WhtsApp Mein FingerPrint Kaise Lagaye, Dostou Agar Apko Is Post Se Sambandit Koi Bhi Sawal Hai Tho Humain Niche Comment Karke Bata Sakte Hai, Aur Agar App Humain Koi Sujao Dena Chahte Hai Tho Aap Humain Jaroor Bataye, Apke Sujao Humare Liye Kaafi Jyada Mahatta Purn Hai.

Post Ko Pura Padhne Ke Liye Aap tamam Dostou Ka Shukriya


Post a Comment